-
Recent Posts
Recent Comments
Najju on Kabhi Yaad aaye to poochn… Mr WordPress on Hello world! Abdul on Ban Jaoon agr tum sa Mera on اداسیوں کاسبب جولکھنا Huma on bhali se aik shakl thi Archives
- February 2011
- December 2008
- November 2008
- October 2008
- April 2008
- March 2008
- January 2008
- December 2007
- November 2007
- October 2007
- June 2007
- May 2007
- April 2007
- February 2007
- January 2007
- December 2006
- August 2006
- June 2006
- May 2006
- April 2006
- February 2006
- January 2006
- November 2005
- October 2005
- September 2005
- August 2005
- June 2005
- May 2005
Categories
Meta
Category Archives: Poetry
Chand Say batin
Pechlay pehar ki raat thee tanhai aur teri yaad thee, Chand nay mujh se kaha kon hai?main ny kaha koi saath nahin Bola zindgi kaisi hai?main nay kaha koi khas nahin bola phir kia chahty ho?main nay kaha koi aas … Continue reading
Posted in Poetry
Leave a comment
Hansata tha mujh ko to phir rula b daita tha.
Hansata tha mujh ko to phir rula b daita tha. kar kay woh mujh se aksar wade bula b deta tha bay wafa tha boht magar acha lagta tha dil ko. kabhe kabhar batin muhabbat ki suna b deta tha … Continue reading
Posted in Poetry
Leave a comment
Ham itnay anmol na thay…
Anmol ankhon pe jo thehray thay, honton pe woh bol na thay, ham thay uss kay payar k bhikari, bass hathon main kashkol na thay, ham nay uss ko toot k chaha , yeh uss ka haq tha lakin…. woh … Continue reading
Posted in Poetry
Leave a comment
Main mar mita to woh samjha yeh intiha thee miri
main mar mita to woh samjha yeh intiha thee miri ussay khabar hi na thee, khak i chemia thee miri main chup howa to woh samjha keh baat khatam hoi phir uss kay baad to awaz ja baja thee miri … Continue reading
Posted in Poetry
Leave a comment
سنو
سنوتم عزم والے ہوبلا کا ضبط رکھتے ہوتمہیں کچھ بھی نہیں ہوگامگر سوچو!۔جسے تم چھوڑ جاؤ گے اسے ٹھیک سے شاید بچھڑنا بھی نہیں آتا (Thanks Irfan Bhai)
Posted in Poetry
Leave a comment
Mujhy yeh gham tha
Mujhy yeh gham tha keh chaha hai bohat zamany nay mujhy main aziz to sab ko bohat hoon mager zaroorton ki tarah ————————————————————————— Zindgi youn to mukammal thee apnii Faraz na jany q uss ko daikha to kissi shay ki … Continue reading
Posted in Poetry
Leave a comment
Woh jo badla
Woh jo badla to roobaro ham bhee badal gay Wafa ki hai uss say bandagi to nahi zindgi to bina uss kay bhi kat jai gi hasrat e zindagi hai woh shart e zindagi to nahi ————————————————————————— Gham ki barish … Continue reading
Posted in Poetry
Leave a comment
Chand Ashar
Tujh par likhna shoro kahan se karoon ada say karoon ya wafa se karoon to itna khoobsorat hai ae jaan e jana mumkin hi nhn tairi tareef zuban say karoon ————————————————————————- Uss shaks say faqat itna sa talluq hai "Faraz" … Continue reading
Posted in Poetry
Leave a comment
Soctha hoon
Sochta hoon kabhee tairay dil main utar kar daikhoon loon Faraz Koan basa hai tairy dil main jo mujhy basny nhn daita
Posted in Poetry
Leave a comment
Yunhi ranjishoon men guzar gae,
yunhi ranjishoon men guzar gae, kabhe woh khafa, kabhe main khafa, Waahemon k her morr per, kabi woh rukha, kabhe main ruka, wohi rasty or wohi hain ham, na usay khabar, na mujhy khabar, apni apni anna main gum, kabhe … Continue reading
Posted in Poetry
Leave a comment