Woh jo badla to roobaro ham bhee badal gay
Wafa ki hai uss say bandagi to nahi
zindgi to bina uss kay bhi kat jai gi
hasrat e zindagi hai woh shart e zindagi to nahi
—————————————————————————
Gham ki barish ne b uss k naksh ko dhoya nhn
uss nay mujhy kho dia main usy khoya nahi
neend ka halka gulabi sa khumar ankho main tha
youn laga jaisay woh shab ko dair tak soya nhn
janta hoon ik aisay shaks ko main faraz
gham say pathar ho gia lekin kabhi roya nhn
————————————————————————-
Payar ki saza bemisaal di uss nay
udas rehnay ki aadat daal di us nay
jab mairy payar ki intiha daikh li us nay
to jaan boojh kar doori baraha di uss nay
—————————————————————————
Mujhy kissi kay tasawwar main machal jane do,
bohat nahin thoara sa jal jane doo,
mujhy pata hai muhabbat nahi ussay mujh se
magar main khush hoo, k mujhko fareeb khane
————————————————————————-
Shikwa tairi yadoon say is tarah kiya hum ne
hansti hoi sham ko rula dia humny
Ek lamha dia tha tu ne, jeeny key liaye
aur uss main zindgi ko bita diya hum ney
————————————————————————–