Ae moj-e-hawa ab to hi bata wo dost hamara kaisa hai
jo bhool gia hum ko kab se woh janse payara kaisa hai
kia us k jewan lamhon main koi lamha mera baqi hai
kia uss ki jagti ankhoon main meri yaad se pehlay udasi hai
kia wo bhe meri tarah yunhi shab bhar jaga karta hai
kia woh bhe saat-e-rehmat mein humain rab say manga karta hai
agar aisa nhn to tuhi bata hum yaad ussay kayon karte hain
woh ham say bichr kr khush hai agr to hum pal pal kyon marty hain ???