Dil chahy woh koi baat kary,
jab dil k taar tootay hoon,
jub sary mujh say roothy hoon,
jab ankhen mairi bheegi hoon,
dil chahy woh koi baat kary,
jab mosm-e-bahar a jay,
jab pholon py khumar chaa jay,
jab dil main aag lagy,
uss aag ko woh gulzar kary,
dil chahy woh koi baat kary,