kuch din to basso meri ankhoon main
phir khwab agr ho jao… to kia
koi rang to do mairy chehry ko
phir zakham ager mekhao… to kia
Ek aina tha jo toot gia
ab khud se agar sharmao…. to kia
main tanha tha….. main tanha hoon
tum ao to kia ….. na ao to kia
jab ham hi na mehky sahib
tum bad i saba kehlao…… to kia
jab daikhny wala koi nhnbujh jao….. to kia
jal jao………..to kia